Posts

Showing posts from June, 2019

Arz kiya hai @randommusings

Jab alfazo ka kaam aansu karne lagte hai To dava ho ya marz sab ek se lagne lagte hai Kyonki jab kisi ko tarashna ho to uski zuban kaafi nahi hoti Aur jab khud ko pehchanna ho yo ye parchayi bhi kaafi nahi hoti