Jo junoon hai..wo Sukoon hai?
Khol apne pankh saare Wo Parinda jab uda Haan gira..aur chot khaya Phir utha aur phir gira Jo phir uda..to kahi aur muda Aur ja baitha ek daal par wo Li jo thodi saans usne Darr ke bola rab se usne Jo junoon hai wo Sukoon hai?