Jo junoon hai..wo Sukoon hai?
Khol apne pankh saare
Wo Parinda jab uda
Haan gira..aur chot khaya
Phir utha aur phir gira
Jo phir uda..to kahi aur muda
Aur ja baitha ek daal par wo
Li jo thodi saans usne
Darr ke bola rab se usne
Jo junoon hai wo Sukoon hai?
Wo Parinda jab uda
Haan gira..aur chot khaya
Phir utha aur phir gira
Jo phir uda..to kahi aur muda
Aur ja baitha ek daal par wo
Li jo thodi saans usne
Darr ke bola rab se usne
Jo junoon hai wo Sukoon hai?
Comments
Post a Comment