Arz kiya hai @randommusings



Jab alfazo ka kaam aansu karne lagte hai
To dava ho ya marz sab ek se lagne lagte hai
Kyonki jab kisi ko tarashna ho to uski zuban kaafi nahi hoti
Aur jab khud ko pehchanna ho yo ye parchayi bhi kaafi nahi hoti





Comments

Popular posts from this blog

That Undefinable You

Anonymity....But why?